Hum ne maana ki taghaful na karoge lekin
Hum ne maana ki taghaful na karoge lekinKhaak ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak
Matlab
Maana ki tum hamein nazarandaaz nahin karoge, par jab tak tumhein hamari khabar hogi, tab tak hum mitti ho chuke honge.
