Raah-e-door-e-ishq mein rota hai kyaAage aage dekhiye hota hai kya
Aaj ka sher
Hum vahaan hain jahaan se hum ko bhiKuch hamaari khabar nahin aati
Shayari ka Patta
Mood chuno, patta palto. Har baar ek nayi shayari.
Read in
Feeling
New shayari
Patta patta boota boota haal hamaara jaane haiJaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai
Ishrat-e-qatra hai dariya mein fana ho jaanaDard ka had se guzarna hai dawa ho jaana
Poochhte hain vo ki Ghalib kaun haiKoi batlaao ki hum batlaayen kya
Dil hi to hai na sang-o-khisht dard se bhar na aaye kyonRoyenge hum hazaar baar koi hamein sataaye kyon
Aah ko chahiye ik umr asar hone takKaun jeeta hai teri zulf ke sar hone tak
Na tha kuch to khuda tha kuch na hota to khuda hotaDuboya mujh ko hone ne na hota main to kya hota
Hum ne maana ki taghaful na karoge lekinKhaak ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak
Ragon mein daudte phirne ke hum nahin qaa'ilJab aankh hi se na tapka to phir lahu kya hai
Bas ki dushwaar hai har kaam ka aasaan honaAadmi ko bhi muyassar nahin insaan hona
Turn any shayari into a card
Birthday, wedding, Diwali, good morning and more. Add a name and download it for your WhatsApp status or Instagram story.
Make a cardPlay Bait Baazi
Shayari antakshari against the site. Reply with a sher that starts where the last one ended, before time runs out.
Start playingWrite your own?
Send us your shayari. We publish it with your name, so readers know who wrote it.
Share your shayari