Dil hi to hai na sang-o-khisht dard se
Dil hi to hai na sang-o-khisht dard se bhar na aaye kyonRoyenge hum hazaar baar koi hamein sataaye kyon
Matlab
Dil hi to hai, koi patthar nahin ki dard se na bhar aaye. Hum hazaar baar royenge, koi hamein sataata kyon hai.
