Patta patta boota boota haal hamaara jaane hai
Patta patta boota boota haal hamaara jaane haiJaane na jaane gul hi na jaane baagh to saara jaane hai
Matlab
Baagh ka har patta aur har boota mera haal jaanta hai. Bas woh phool hi nahin jaanta jiske liye yeh sab hai.
