Sad Shayari in Hinglish
Yahan padhiye chuninda sad shayari Hinglish mein: do line ke sher, dil ko chhoo lene wali lines aur status ke liye shayari. Har shayari ko copy kijiye, WhatsApp par bhejiye ya uska card banaiye. Nayi shayari roz judti hai.
Hum ne maana ki taghaful na karoge lekinKhaak ho jaayenge hum tum ko khabar hone tak
Maut ka ek din mu'ayyan haiNeend kyon raat bhar nahin aati
Koi ummeed bar nahin aatiKoi soorat nazar nahin aati
Dard minnat-kash-e-dawa na huaMain na achha hua bura na hua
Ye na thi hamari qismat ki visaal-e-yaar hotaAgar aur jeete rehte yahi intezaar hota
Dil-e-nadaan tujhe hua kya haiAakhir is dard ki dawa kya hai
